yeh yaadein nahi jatti
yeh yaadein nahi jatti
kabhi kissie door gujare pal ki yaad aa jati hai
kabhi koyi mudat se bhichda chehra samene aa jatta hai
kahan hain ye sab,sirf yaadein hi aati hain
Aur aa kar fir yaadein nahi jatti
kahan se aati hain yeh yaadien maloom nahi
kyon aati hain yeh yaadien maloom nahi
waqt gujar gaya manzar badal gaya
phir bhi yeh yaadien nahi jatti
mein chhahu ya na chhahu
Lekin aatti zaroor hain
aur mujh ko kissi aur duniya mein le jati hain